🎵SongsTraducidas

Kaho Na Kaho

By Aamir Jamal · Writer: Aamir Jamal

Original: Translation:

Translation by panzas

Original lyrics

Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai

Baadalon se oonchi uraanoon ki Sab se alag pehechaanoon ki Use hai pyaar ki kahaani mansoob Aati jaati saanson ki rawaani mansoob

Kamalli ma'aa wala hatta' baidi'am Niki aldi hawa kamalli ma'aa Kamalli b'ali uffal di walaa bansaa' Kamalli waa hishmillah hataa banu wayyaa

Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai Andhere raaston ka tu sitaara hai

Kamalli habibi mah'ta dilai I'layya 'anayya bindaa 'ilai Wila'ha walayla kulli ku Yakuniya habibi mahta dillai

Tu hi jeene ka sahaara hai Meri maujon ka kinaara hai Mere liye yeh jahaan hai tu Tujhe mere dil ne pukaara hai

Kaho na kaho yeh saansein bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Labon pe naam tere bas hamaara hai Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai

(Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai

Khwaabon mein tujhko sanwaara hai Jazbon mein apne utaara hai Meri yeh aankhen jidhar dekhe Tera hi chehra nazaara hai

Comments (0)

Sign in to comment.